Yeh Aaina | Kabir Singh | Shreya Ghoshal | Irshad Kamil | Shahid Kapoor | Kiara Advani

Yeh Aaina Song Download Album Kabir Singh

Yeh Aaina Song is so beautiful song. This is duet song and sung by Shreya Ghoshal, Lyrics are penned by Irshad Kamil. Yeh Aaina song is music label by T-Series


Singer : Shreya Ghoshal
Song : Yeh Aaina
Lyrics : Irshad Kamil
Music Label : T-series
Album : Kabir Singh
Yeh Aaina Song Download Album Kabir Singh


Yeh Aaina Lyrics


Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware
Itna lage sochne kyun
Main aajkal tere baare

Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoon

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware

Khud se hai agar tu bekhabar
Bekhabar rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya

Main daud ke paas aaun
Toh neend mein jo pukaare
Main rait hoon tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare

Tanha hai agar tera safar
Humsafar tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar
Tu agar padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon

Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saare guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere shehar tu na aa re

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware

Download Now 


Thankyou 
Sign In 
Arjun Sandotra

No comments:

Post a Comment

Broken Heart Shayar 2022 | Heart Broken | Surya Sandotra | Arjun Sir Shayari |

Latest shayri ❤💜💙 2022   WELCOME TO ALL MY DEAR AND NEAR  BROKEN HEART SHAYARI. 💘 1. PHOOLON SE KALIYON SE  AATI HAI KHUSHBOO.     PHOOLO...